05 March, 2017

Create song name id

Me ajj apko bataonga ke song name id kese banate hain.

Sub Se Pehle Aapko
Hola Vpn
Ya
Tunnel Bear Vpn
Download Karna Parega.

Aur Iske Alawa Apke Paas
Google Chrome Browser
Hona Lazmi Hai.

Ab Hola Vpn Ya Tunnel Bear Vpn Me Se Koi Bhi Vpn Open Kare.

Aur Us me Japan Country
Select Kar Ke Connect Kare.

Ab Aapne chrome browser me fb open krni hai aur fb ka language bhi change krna japani language.

Ab Yaha Name Me Apko Japani Symbol Aur Japani Space Istimal Karni Hai.

Ye Hai Japani Symbol ツ

Aur Ye Hai Japani Space ( )


Ab Jo Name Apko Likhni Hai.
Us Me Pehle Japani Symbol Likho.
Aur Name Me Koi Bhi Space Mat Dena.
Space Ki Jagah Japani Space Lagao.

Aur Name Ki Last Me Phir Se Japani Symbol Likh Kar Save Kare.

For Example.
First Name:
 ツTUJHE( )DEKHA( )TO( )YE( )JANA( )SANAM

Last Name:
PYAR( )HOTA( )HAI( )DEEWANA( )SANAMツ

Yaad rhe ye likhne ke baad brackets remove kr den phr ye name aise dikhenge.

Firstname-ツTUJHE DEKHA TO YE JANA SANAM

Lastname-PYAR HOTA HAI DEEWANA SANAMツ

Ab Isko Save Karo.
Lo G Apka Song Name ID Ban Gae.

Note: Name Apko Capital Words Me Likhna hoga YE JARURI NHI HAI SMALL ME BHI CHALEGA.
AUR HAAN Japani Symbol Aur Japani Space Likhna Lazmi Hai.
Warna Accept Nahe Hoga.

No comments:

Post a Comment