23 March, 2017

CREATE ALL FB ID BY ONE METHOD

Hello frndz aap sab kaise hain.

Aaj mai aap sabko ek bahut hi simple trick btaunga jisse aap sabhi tarah ki fb id bna skte hain sirf ek hi method se. 

Follow steps carefully. Dont missed any steps. 

1- sbse pehle aapne indonesia proxy connect krna hai kissi bhi vpn se aur phr aapko fb ka language bhi indonesia rkhna hai. Agr ye proxy kaam naa aaye toh india proxy lgaao aur fb language tamil kro.

Note:Agar aap INDIA se hai toh sirf aapko fb ka language tamil krna hai aur koi proxy nhi lgaana hai.

2- ab aapko ye symbol copy krna hai.neeche diya hai maine symbol.
ゖゖ @() ゖ ✔

3- ab aapko jis name se id bnana ho use copy krlen ya khud bnaye. Chahe wo song name hi kyu na ho.

4. Name copy krne ke baad aapne is tarah se us symbol me daalna hai jo maine upar diya tha. Dhyaan se dekhe neeche. 👇👇👇

ゖゖ APNI ID KA NAME LIKHEN@() ゖ ✔

ゖゖ Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se (x2)
Teri mohabbat se saanse mili hai
Sada rehna dil mein kareeb hoke
Mile ho tum humko
Bade naseebon se
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se (x2)
Teri chahaton mein kitna tadpe hain
Sawan bhi kitne tujh bin barse hain
Zindagi meri sari jo bhi kami thi
Tere aa jaane se ab nahi rahi
Sada hi rehna tum
Mere kareeb ho ke
Churaya hai maine
Kismat ki lakeeron se
Baahon mein teri ab yaara jannat hai
Maangi khuda se tu wo mannat hai
Teri wafa ka sahara mila hai
Teri hi wajah se ab main zinda hoon@() ゖ ✔

5- ab aapne fb name box me ye daal dena hai apne marzi ka koi bhi id symbol ke bich me jaise upar aapne dekha aur phr email me mobile number daale warna id nhi bnegi.

6- fb ke baaki details fill kre. Aur signup kr dijiye lo g aapki id bn gayi.
Enjoy.

Note:AGAR KOI BHI STEPS NA SMJH AAYA HO TOH HME JARUR BTAYE KYUKI YE POST DAALNE KA KOI FAAYDA NHI PHR. 😄 😄 😄 AAP HME PAGE PAR BHI CONTACT KR SKTE HAIN. 
WWW.FACEBOOK.COM/AWSMAMAZINGTRICKS/

2 comments:

  1. Sb glt h....kch n hi rha

    ReplyDelete

  2. if you need to recover your lost crypto or funds kindly reach out to recoveryexpert326@gmail com they are very reliable and helpful they helped me recover my lost ten thousand dollars saying huge thanks to them

    ReplyDelete